MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye hum bhari duniyaan mein tanha ho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye maut bhi aati nahin aas bhi jaati nahin dil ko ye kya ho gaya koi sheh bhaati nahin loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan tum kahaan tum kahaan tum kahaan aaaaa tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye ek jaan aur laakh ghum ghut ke reh jaaye naa dam aao tumko dekh len doobti nazron se hum loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan tum kahaan tum kahaan tum kahaan aaaaa tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye hum bhari duniyaan mein tanha ho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye
tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee sazaa hee sahi aaj kuchh to milaa hai sazaa mein bhi ik pyaar ka silsila hai sazaa hee sahi aaj kuchh to milaa hai sazaa mein bhi ik pyaar ka silsila hai mohabbat ka ab kuchh bhi anjaam ho mulaaqat ki ibtedaa ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee mulaaqat per itne magroor kyun ho humari khushamad pe majbur kyun ho mulaaqat per itne magroor kyun ho humari khushamad pe majbur kyun ho manane ki aadat kahan pad gayee satane ki talim kya ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee la la la la la la la la la la la la la la la la la la la
bhool sakta hai bhala kaun ye pyaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun meri har sos ne har soch ne chaaha hai tumhen jab se dekha hai tumhen tab se saraaha hai tumhen bas gayin hain meri aankhon mein tumhaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun tum jo nazron ko uthaao to sitaare jhuk jaayen tum jo palkon ko jhukaao to zamaane ruk jaayen kyun na ban jaayen inn aankhon ki ujaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun jaagti raat ko sapnon ka khazaana mil jaaye tum jo mil jaao to jeene kaa bahaana mil jaaye apni kismat pe karen naaz humaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun ye pyaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun
tumhari mast nazar tumhari mast nazar garr idhar nahin hoti nashe mein choor fiza iss kadar nahin hoti tumhari mast nazar aa aa aa aa tumhin ko dekhne ki dil mein aarzooein hain tumhin ko dekhne ki dil mein aarzooein hain dil mein aarzooein hain tumhare aage hi oonchi nazar nahin hoti tumhare aage hi oonchi nazar nahin hoti tumhari mast nazar khafa na hona agar badhke thaam loon daaman khafa na hona agar badhke thaam loon daaman badhke thaam loon daaman ye dil fareb khataa jaankar nahin hoti ye dil fareb khataa jaankar nahin hoti tumhare aane talak hum ko hosh rehta hai tumhare aane talak hum ko hosh rehta hai hum ko hosh rehta hai phir iske baad humein kuchh khabar nahin hoti phir iske baad humein kuchh khabar nahin hoti tumhari mast nazar
yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha uff ye nazar uff ye adaa uff ye nazar uff ye adaa kaun na ab hoga fidaa zulfen hai ya badliyaan aankhen hai ya bijliyaan jaane kis kis ki aayengi kazaa yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha haan tumsa nahin dekha tum bhi haseen rutt bhi haseen aaj ye dil bas mein nahin tum bhi haseen rutt bhi haseen aaj ye dil bas mein nahin raaste khamosh hain dhadkane madhosh hain piye bin aaj humen chada hai nasha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha tum na agar bologe sanam tum na agar bologe sanam mar to nahin jaayenge hum kya pari yaa hoor ho itne kyun magroor ho maan ke to dekho kabhi kisi ka kaha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha tumsa
ho o o ho udein jab jab zulfein teri ho udein jab jab zulfein teri ho oh ho ho ho udein jab jab zulfein teri ho udein jab jab zulfein teri kanwaariyon ka dil machle kanwaariyon ka dil machle jind meriye jab aise chikne chehre jab aise chikne chehre to kaise na nazar phisle to kaise na nazar phisle jind meriye ho o o ho rut pyaar karan ki aayi ho rut pyaar karan ki aayi ho o o o ho rut pyaar karan ki aayi ho rut pyaar karan ki aayi ke beriyon ke ber pak gaye ke beriyon ke ber pak gaye jind meriye kabhi daal idhar bhi phera kabhi daal idhar bhi phera ke tak tak nain thak gaye ke tak tak nain thak gaye jind meriye ho o o ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho o ho ho ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho us gaon pe sawarg bhi sadke ke jahan mera yaar basta ke jahan mera yaar basta jind meriye paani lene ke bahaane aaja paani lene ke bahaane aaja ke tera mera ik rasta ke tera mera ik rasta jind meriye ho o o ho tujhe chaand ke bahaane dekhoon ho
uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan mere dil ka andhera hua aur ghanera kuchh samjh naa paaun kya hona hai mera mere dil ka andhera hua aur ghanera kuchh samjh naa paaun kya hona hai mera khadi do raahe par ye poochhun ghabraa kar khadi do raahe par ye poochhun ghabraa kar jaaun kahaan main jaaun kahaan uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan jo saans bhi aaye tann cheer ke jaaye iss haal se koi kiss tarah nibhaaye jo saans bhi aaye tann cheer ke jaaye iss haal se koi kiss tarah nibhaaye naa marna raas aaya naa jeena mann bhaaya naa marna raas aaya naa jeena mann bhaaya jaaun kahaan main jaaun kahaan uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan rutt ghum ki talle naa koi aas phale naa taqdeer ke aaaaage meri pesh chale naa rutt ghum ki talle naa koi aas phale naa taqdeer ke aaaaage meri pesh chale naa bahot thi tadbeeren naa
umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi baagh saje phir bhi jaane kyun aise lage phool pehli baar khile hain roop jaga yun bin sanware saajna main sanwar gayi roop jaga yun bin sanware saajna main sanwar gayi aaj laga yun aaj laga yun motiyon se meri maang bhar gayi kajra chhalke aachra dhalke aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain sang tumhara meri zindagi ko raas aa gaya sang tumhara meri zindagi ko raas aa gaya paa ke sahaara paa ke sahaara door tha main apne paas aa gaya duniyaa saari laage nyaari aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain jhoom utha tann mann mein ek aisi baat aa gayi jhoom utha tann mann mein ek aisi baat aa gayi jiss ki thi lagan jiss ki thi lagan aaj wo milan ki raat aa gayi alke lehken ankhiyaan behken aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi
uss mulq ki sarhad ko koi chhoo nahin sakta jiss mulq ki sarhad ki nigebaan hain aankhen har tarah ke jazbaat kaa elaan hain aankhen har tarah ke jazbaat kaa elaan hain aankhen shabnam kabhi shola kabhi toofaan hain aankhen shabnam kabhi shola kabhi toofaan hain aankhen aankhon se badi koi taraazu nahin hoti aankhon se badi koi taraazu nahin hoti khultaa hai bashar jis mein wo mizaan hain aakhen khultaa hai bashar jis mein wo mizaan hain aakhen aankhen hi milaati hain zamaane mein dilon ko aankhen hi milaati hain zamaane mein dilon ko anjaan hain hum tum agar anjaan hain aakhen hoye anjaan hain hum tum agar anjaan hain aakhen lab kuchh bhi kahe uss se haqeeqat nahin khulti lab kuchh bhi kahe uss se haqeeqat nahin khulti insaan ke sach jhooth ki pehchaan hain aankhen insaan ke sach jhooth ki pehchaan hain aankhen aankhen naa jhuken teri kisi gair ke aage aakhen naa jhuken teri kisi gair ke aage duniyaa mein badi cheez meri jaan hain aakhen hoye duniyaa mein badi
o thehro meri jaan waada karo nahin chhodogi tum mera saath jahaan tum ho wahaan main bhi hoon waada karo nahin chhodogi tum mera saath jahaan tum ho wahaan main bhi hoon chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon suno meri jaan hans ke mujhe ye keh do bheege labon ki narmi mere liye hai hooo jawaan nazar ki masti mere liye hai haseen adaa ki shokhi mere liye hai mere liye leke aayi ho ye saugat jahaan tum ho wahaan main bhi hoon chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon mere hi peechhe aakhir pade ho tum kyun ik main jawaan nahin hoon aur bhi to hain hooo mujhe hi ghere aakhir khade ho tum kyun main hi yahaan nahin hoon aur bhi to hai jaao jaa ke le lo jo bhi de de tumhen haath jahaan sab hain wahaan main bhi hoon waada karo nahin chhodogi tum mera saath jahaan tum ho wahaan main bhi hoon jawaan kayi hain lekin jahaan
kal jahaan basti thi khushiyaan aaj hai maatam wahaan waqt laaya tha bahaare waqt laaya hai khizaa waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt ki gardish se hai chaand taaron ka nizaam waqt ki gardish se hai chaand taaron ka nizaam waqt ki thokar mein hai kya huqumat kya samaaj kya huqumat kya samaaj waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt ki paaband hain aati jaati raunakein waqt ki paaband hain aati jaati raunakein waqt hai phoolon ki sej waqt hai kaanton ka taaj waqt hai kaanton ka taaj waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz aadmi ko chahiye waqt se darr kar rahe aadmi ko chahiye waqt se darr kar rahe kaun jaane kis ghadi waqt ka badle mijaaz waqt ka badle mijaaz waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har
aa aa aa aa wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein agar iss jahaan ka maalik kahin mil sake to poochhein mili kaun si khataa par humein iss qadar sazaayein mili kaun si khataa par humein iss qadar sazaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein teri berukhi ke sadqe aa aa aa aa aa teri berukhi ke sadqe meri zindagi ki khushiyaan tu agar isi mein khush hai to khushi se kar jafaayein tu agar isi mein khush hai to khushi se kar jafaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein
wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein chali hai aaj bhatakne udaas raahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein tamaam umar ke rishte ghadi mein khaak huye tamaam umar ke rishte ghadi mein khaak huye naa hum hain dil mein kisi ke naa hain nighaahon mein naa hum hain dil mein kisi ke naa hain nighaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein ye aaj jaan liya apni kam naseebi ne ye aaj jaan liya apni kam naseebi ne ke begunaahi bhi shaamil huyi gunaahon mein ke begunaahi bhi shaamil huyi gunaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein kisi ko apni zaroorat naa ho to kya kije kisi ko apni zaroorat naa ho to kya kije nikal pade hain simatne kazaa ki baahon mein nikal pade hain simatne kazaa ki baahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein chali hai aaj bhatakne udaas raahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein
woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi in kaali sadiyon ke sar se jab raat ka aanchal dhalkega jab dukh ke baadal pighlenge jab sukh ka sagar chalkega jab ambar jhoom ke naachega jab dharti nagme gaayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi hm hm hm hm hm a a a a jis subah ki khatir yug yug se hum sab mar mar kar jeete hai a a a a a a a a jis subah ke amrit ki dhun mein hum zahar ke pyaale peete hai hm hm hm hm in bhookhi pyaasi roohon par ik din to karam farmayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi a a a hm hm hm hm hm a a a mana ke abhi tere mere armano ki keemat kuch bhi nahi hm hm hm hm mitthi ka bhi hai kuch mol magar insanon ki keemat kuch bhi nahi a a a a insanon ki izzat jab jhute sikko mein na toli jaayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi
ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa zindgani dard ban jaaye kahin aisa naa ho zindgani dard ban jaaye kahin aisa naa ho saans aahen sard ban jaaye kahin aisa naa ho dil tadap kar naa gahaan so naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa kya hua kyun iss tarah tune nighaahen pher li kya hua kyun iss tarah tune nighaahen pher li meri raahon ki taraf se apni raahen pher li zindagi ka carwaan kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa
kazaa zaalim sahi ye zulm wo bhi kar nahin sakti jahaan mein kes jinda hai to laila marr nahin sakti ye dawaa aaj ye dawaa aaj ye dawaa aaj duniyaa bhar se manwaane ki khaatir aa ye dawaa aaj duniyaa bhar se manwaane ki khaatir aa ye dawaa aaj duniyaa bhar se manwaane ki khaatir aa ye deewane ki zid hai zid ye deewane ki zid haan ye deewane ki zid hai apne deewane ki khaatir aa ye deewane ki zid hai apne deewane ki khaatir aaaaa tere darr se main khaali laut jaaun kya qayaamat hai tere darr se tere darr se main khaali laut jaaun kya qayaamat hai tu meri ruh ka kaaba tu meri ruh ka kaaba meri jaan e ibaadat hai meri jaan e ibaadat hai jabeen e shauk jabeen e shauk jabeen e shauk ke sajdon ko apnaane ki khaatir aa jabeen e shauk ke sajdon ko apnaane ki khaatir aa jabeen e shauk ke sajdon ko apnaane ki khaatir aa ye deewane ki zid hai apne deewane ki khaatir aaaaa meri deewangi meri deewangi ki meri wehshat ki kasam tujhko meri deewangi meri deewangi ki meri wehshat
ooooooo ooooo ooooo oooo ooooooo ooooo ooooo oooo ye desh hai veer jawaanon ka albelon ka mastaanon ka iss desh ka yaaron iss desh ka yaaron kya kehna ye desh hai duniyaan ka gehnaa ooooo oooo oooo oooo oooo oooo yahaan choudi chhati veeron ki yahaan bholi shaklen heeron ki yahaan gaate hain raanjhe yahaan gaate hain ranjhe masti mein machti hain dhoome basti mein ooooo oooo oooo oooo oooo oooo pedon pe bahaaren jhoolon ki raahon mein kataaren phoolon ki yahaan hansta hai saawan yahaan hansta hai saawan baalon mein khilti hai kaliyaan gaalon mein ooooo oooo oooo oooo oooo oooo kahin dangal shokh jawaanon ke kahin kartab teer kamaanon ke yahaan neet neet mele yahaan neet neet mele sajate hain neet dhol aur taashe bajte hain ooooo oooo oooo oooo oooo oooo dilbar ke liye dildaar hain hum dushman ke liye talwaar hain hum maidaan mein agar hum maidaan mein agar hum datt jaayen mushkil hai ke peechhe hatt jaayen
ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein tasawur mein koi bastaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane wafaa hum kyaa karein lute dil mein diya jalta nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane adaa hum kyaa karein ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein kisi ke dil mein bas ke dil ko tadpaana nahin achchhaa kisi ke dil mein bas ke dil ko tadpaana nahin achchhaa nigaahon ko jhalak de de ke chhup jaana nahin achhaa umeedon ke khile gulshan ko jhulsaanaa nahin achhaa humein tum bin koi jachtaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane wafaa hum kyaa karein lute dil mein diya jalta nahin hum kyaa karein mohabbat kar to lein lekin mohabbat raas aaye bhi mohabbat kar to lein lekin mohabbat raas aaye bhi dilon ko bojh lagte hain kabhi zulfon ke saaye bhi hazaron ghum hain iss duniya mein apne bhi paraye bhi mohabbat hi kaa ghum tanhaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane adaa
ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye daulat ke bhookhe ravaajon ki duniyaa ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai har ek jism ghaayal har ek ruh pyaasi nigaahon mein uljhan dilon mein udaasi ye duniyaa hai yaa aalam e badhawaasi ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jahaan ek khilauna hai insaan ki hasti ye basti hai murda paraston ki basti yahaan par to jeevan se hai maut sasti ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jawaani bhatakti hai badkaar bankar jawaan jism sajte hai baazaar bankar jahaan pyaar hotaa hai vyaapaar bankar ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa jahaan aadami kuchh nahin hai wafaa kuchh nahin dosti kuchh nahin hai ye duniyaa
ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan zara si zulf khol do fizaa mein itr ghol do zara si zulf khol do fizaa mein itr ghol do nazar jo baat keh chuki wo baat munh se bol do ke jhoom uthe nighaah mein bahaar kaa samaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan ye chup bhi ek sawaal hai ajeeb dil ka haal hai ye chup bhi ek sawaal hai ajeeb dil ka haal hai har ek khayaal kho gaya bas ab yahi khayaal hai ke faaslaa naa kuchh rahe humare darmiyaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan ye roop rang ye phaban chamakte chaand sa badan ye roop rang ye phaban chamakte chaand sa badan bura naa maano tum agar to
    Songs Title Film/Album Song Number
Tum Naa Jaane Kis Jahaan Sazaa (1951) 21364
Tumhaari Nazar Kyun Khafaa Do Kaliyan (1968) 21374
Tumhari Aankhen Dharmputra (1961) 13078
Tumhari Mast Nazar Dil Hi To Hai (1963) 12035
Tumsa Nahin Dekha Tumsa Nahin Dekha (1957) 12178
Udein Jab Jab Zulfein Teri Naya Daur (1957) 21393
Uljhan Suljhe Naa Rasta Soojhe Naa Dhund (1973) 16223
Umr Huyi Tumse Mile Bahurani (1963) 12804
Uss Mulq Ki Sarhad Ko Ankhen (1968) 12693
Waada Karo Aa Gale Lag Jaa (1973) 18123
Waqt Se Din Aur Raat Waqt (1965) 14406
Wo Na Aayenge Devdas (1955) 13064
Wo Zindagi Jo Thi Ab Tak Neel Kamal (1968) 13866
Woh Subah Kabhi To Aayegi Phir Subha Hogi (1958) 11814
Ye Bahaaron Ka Samaa Milap (1955) 15626
Ye Deewane Ki Zid Hai Laila Majnu (1976) 13588
Ye Desh Hai Veer Naya Daur (1957) 13857
Ye Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin Izzat (1968) 21436
Ye Duniyaa Agar Mil Bhi Pyaasa (1957) 21465
Ye Parbaton Ke Vaasna (1968) 11833